Ask Mufti Tariq Masood | 350th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:01 ) Oonchi jagah par namaz padhte waqt koi samne se guzre — hukm kya hai?
(0:20 ) Biwi se aulaad na ho rahi ho — kya talaaq de sakte hain?
(2:01 ) Nau Muslim bhai ke jism par tattoo — kya karein?
(2:44 ) Talaaq shuda behan ki dusri shadi mein rukawat — kya hal hai?
(10:59 ) Haraam ko halal samajhna — gunah hai?
(13:25 ) App likes par paisa deti hai — jaiz hai?
(15:28 ) Job ke liye naam badalna pade — jaiz hai?
(20:28 ) Doosron ki videos fair use mein lena — sharai ruling?
(21:26 ) Kitna paani napak ho to zyada shumaar hota hai?
(26:02 ) Azaan dene ke liye daadhi zaroori hai?
(26:20 ) Ghair-Muslim doston se dosti — jaiz hai?
(27:48 ) Fajr ke baad sona — sunnat ya makrooh?
(28:38 ) Sajda-e-sahw bhool jayein — namaz ka kya hukum hai?
(29:06 ) Doori ki wajah se jummah miss ho jaye — kya karein?
(29:57 ) Tasveer wale kapde pehnna — jaiz hai?
(31:19 ) Bachay ko ghutti dena — sharai hukum kya hai?
(32:22 ) Haiz mein mobile se Qur’an parhna — jaiz hai?
(32:52 ) “Assalatu Khairum Minan Naum” ka jawab kya dena chahiye?
(33:10 ) Islami bank ko apni property kiraye par dena — jaiz hai?
(33:17 ) Gaming videos se earning — halal ya haram?
(35:20 ) Gaali dene se wudu toot jata hai?
(35:40 ) Qur’an par qasam tod dena — kaffara kya hai?
(36:35 ) Kya Syed ko zakat di ja sakti hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.